WHAT'S NEW?
Loading...

lyrics of Yaad Aayi Yaad Ayi From Muskaan Movies

Song
 Yaad Aayi Yaad Ayi
Movie
 Muskaan
Singer(s)
 Adnan Sami
 
Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi - 2
 Aisa lagta hai mujhe to
 Aisa lagta hai mujhe to, maar daalegi judaai
 Yeh judaai, yeh judaai, maar daalegi judaai
 Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
 Aa bhi jaao aa bhi jaao, ishq de tumko sada
 Na akele reh sakogi bhoolke meri vafa
 Kuch nazar aaye nahin
 Kuch nazar aaye na mujhko
 Aankhon mein bas tum ho chhaayi - 2
 Tum ho chhaayi, tum ho chhaayi
 Aankhon mein bas tum ho chhaayi
 Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
 Tum nahin aate tumhaari yaad aati hai sanam
 Kya bataaoon kis tarah mujhko rulaati hai sanam
 Ab mujhe khaamoshiyon mein - 2
 Dhadkanein deti sunaayi - 2
 Dhadkanein deti sunaayi, dhadkanein deti sunaayi
 Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
 Dooriyaan majbooriyaan hai, haal-e-dil kaise kahoon
 Tanha tanha bebasi ka dard main kaise sahoon
 Tum kaho to chhod doon, ho
 Tum kaho to chhod doon main
 Ek pal mein yeh khudaai - 2
 Ek pal mein yeh khudaai, chhod doon main yeh khudaai
 Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi
 Aisa lagta hai mujhe to
 Aisa lagta hai mujhe to, maar daalegi judaai
 Yeh judaai, yeh judaai, maar daalegi judaai
 Yaad aayi, yaad aayi, phir tumhaari yaad aayi

0 comments:

Post a Comment


Loading...